Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKahin Aur Chal (1968)
HomeKahin Aur Chal (1968)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


doobte huye dil ko tinke ka sahara bhi nahin doobte huye dil ko tinke ka sahara bhi nahin kin isharon par jiyun koi ishara bhi nahin doobte huye dil ko tinke ka sahara bhi nahin doobte huye dil ko mera jeevan kya jeevan ik laash hai chalti phirti mera jeevan kya jeevan ik laash hai chalti phirti ik laash hai chalti phirti dard mujhe jo mila us dard ka chara bhi nahin kin isharon par jiyun koi ishara bhi nahin doobte huye dil ko maut ne mujhko thukraya lagaya bhi na gale se mujhe maut ne mujhko thukraya lagaya bhi na gale se mujhe lagaya bhi na gale se mujhe koi bata de jaun kahan koi hamara bhi nahin kin isharon par jiyun koi ishara bhi nahin doobte huye dil ko tinke ka sahara bhi nahin doobte huye dil ko
o laxmi o sarsu o sheela o rajni o laxmi o sarsu o sheela o rajni dekho kya kya le kar aaya ye mausam iss baar wo gulaab bhi khilega shaayad jiss ka naam hai pyaar o laxmi o sarsu aa gayin chanchal hawaayen geet gaane dil ki duniyaa mein nayi halchul machane pyaar ke din hain muhabbat ke zamaane chup naa baitho tum bhi chhedo ye taraane o laxmi o sarsu o laxmi o sarsu o sheela o rajni dekho kya kya le kar aaya ye mausam iss baar wo gulaab bhi khilega shaayad jiss ka naam hai pyaar o laxmi o sheela zindagi armaan ban kar gungunaayi ik nayi pehchaan ban kar muskuraayi bekhudi ye kiss jahaan mein khench laayi har taraf se bas yahi aawaaz aayi o laxmi o sarsu o laxmi o sarsu o sheela o rajni dekho kya kya le kar aaya ye mausam iss baar wo gulaab bhi khilega shaayad jiss ka naam hai pyaar o laxmi o sarsu hum se bhi kuchh keh rahin hain ye fizaayen sabr dil ka aazmaati hain ghataayen chhedti hain hum ko bhi natkhat adaayen phir bhi kyun majboor hain hum kya bataayen o
re aane wale aa tu der na laga har aahat pe ho dhak se deewana dil mera re aane wale aa tu der na laga har aahat pe ho dhak se deewana dil mera re aane wale aa kabse teri raahon mein khadi main bekaraar bola jo papiha thi wo meri hi pukaar phoolon ko sajaye jaise baahon mein bahaar aankhon mein sajaye maine sapne hazar re aane wale aa tu der na laga har aahat pe ho dhak se deewana dil mera re aane wale aa tu der na laga har aahat pe ho dhak se deewana dil mera re aane wale aa paapi mera dil mere bas mein na aaye jaane kahan kahan mujhe leke uda jaye ek bhi na maane meri zidd pe jo aaye neend se jaga ke mujhe raaton ko sataye re aane wale aa tu der na laga har aahat pe ho dhak se deewana dil mera re aane wale aa tu der na laga har aahat pe ho dhak se deewana dil mera re aane wale aa jane kyun main sochun anhoni si ye baat jahaan bhi tu jaye chali jaaun tere saath thamu ek baar to na chhodun tera haath kabhi sach hogi kya ye sapnon ki baat re aane wale aa tu der na
shokh aankhen shokh aankhen shokh aankhen dekh kar soorat pe pyaar aa hi gaya shokh aankhen dekh kar soorat pe pyaar aa hi gaya umr bhar umr bhar umr bhar tadpa kiye aakhir qaraar aa hi gaya umr bhar tadpa kiye aakhir qaraar aa hi gaya kaisi kaisi uljhanen thin zindagi ke mod par kaisi kaisi uljhanen thin zindagi ke mod par saath tere aa gaye hum sabko peechhe chhod kar aankh jab tumse mili aankh jab tumse mili dil mein khumaar aa hi gaya shokh aankhen shokh aankhen shokh aankhen dekh kar soorat pe pyaar aa hi gaya umr bhar tadpa kiye aakhir qaraar aa hi gaya main jo iss duniyaan mein aayi hoon tumhaare vaaste main jo iss duniyaan mein aayi hoon tumhaare vaaste ek apni manzilein aur ek apne raaste mera humdam mera saathi mera humdam mera saathi raazdaar aa hi gaya umr bhar umr bhar umr bhar tadpa kiye aakhir qaraar aa hi gaya shokh aankhen dekh kar soorat pe pyaar aa hi gaya
zindagi sehraa bhi hai aur zindagi gulshan bhi hai zindagi sehraa bhi hai aur zindagi gulshan bhi hai pyaar mein kho jaaoge to pyaar mein kho jaaoge to zindagi madhuban bhi hai zindagi sehraa bhi hai aur zindagi gulshan bhi hai raat mit jaati hai hota hai sawere ka janam dheere dheere toot jaataa hai andheron ka bhi dum hanste sooraj ki tarah se hanste sooraj ki tarah se zindagi roshan bhi hai zindagi sehraa bhi hai aur zindagi gulshan bhi hai paar utregaa wohi khelega jo toofaan se mushqeelen darti rahi hain naujawaan insaan se mil hi jaayenge sahaare mil hi jaayenge sahaare zindagi daaman bhi hai zindagi sehraa bhi hai aur zindagi gulshan bhi hai pyaar mein kho jaaoge to pyaar mein kho jaaoge to zindagi madhuban bhi hai zindagi sehraa bhi hai aur zindagi gulshan bhi hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Doobte Huye Dil Ko Kahin Aur Chal (1968) 03:24 32626
 
Poster of Kahin Aur Chal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:24   Song Number : 32626   

O Laxmi O Sarsu O Sheela Kahin Aur Chal (1968) 03:37 15608
 
Poster of Kahin Aur Chal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:37   Song Number : 15608   

Re Aane Wale Aa Kahin Aur Chal (1968) 03:39 37403
 
Poster of Kahin Aur Chal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 03:39   Song Number : 37403   

Shokh Aankhen Dekh Kar Kahin Aur Chal (1968) 03:27 38941
 
Poster of Kahin Aur Chal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Asha Parekh
Duration : 03:27   Song Number : 38941   

Zindagi Sehraa Bhi Hai Kahin Aur Chal (1968) 03:32 15609
 
Poster of Kahin Aur Chal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 03:32   Song Number : 15609